Funny Urdu Jokes or funny latifay زبان کو ذکر سے، آنکھوں کو آنسوں سے، گناہوں کو استغفار سے اور دل کو خوف خدا سےTum Doosron kay Rastay Ki Rukavtain Door Kartay JaoTmhari Apni Manzil Ka Rasta Asaan Hota Chala Jaiga..!Zindagi Baraf Ki Manind Hai Isko Achay Kamon Main Guzar DoKoi Kehta Hai Duniya Piyar Se Chalti Hai Koi Kehta Hai Duniya Dosti Se Chalti HaiJab Azmaya To Pata Chala Duniya Sirf Matlab Se Chalti Hai..!کوئی کہتا ہے دنیا پیار سے چلتی ہے کوئی کہتا ہے دنیا دوستی سے چلتی ہےFatiha Logon Kay Marnay Pe Nahin Ehsaas Kay Marnay Pe Parhni ChaheyayKyoun Kay Log Mar Jain To Sabar Aa Jata Hai Magar Ehsaas Mar Jaey To Muashra Mar Jata Hai.فاتحہ لوگوں کے مرنے پہ نہیں احساس کے مرنے پہ پڑھنی چاہیےکیونکہ لوگ مر جائیں تو صبر آ جاتا ہے مگر احساس مر جاۓ تو معاشرہ مر جاتا ہےHar Amal Soch Samajh Kar Karo Kyoun Kay Har Amal Kay AndarUska Anjaam Youn Chupa Hota Hai Jese Har Beej Kay Andar Darakht..!اسکا انجام یوں چھپا ہوتا ہے جیسے ہر بیج کے اندر درختInsaan Ko Bas Aik Baar He Azmana Chaheyay Phr Jo Uska Rang Hota Hai Bas Wahe Uska Rang Hota HaiUskay Baad Wo Aapko Nahin Aap Khud Ko Dhoka Daitay Ho..!انسان کو بس ایک بار ہی آزمانا چاہیے پھر جو اسکا رنگ ہوتا ہے بس وہی اسکا رنگ ہوتا ہےLog Apki Zindagi Main Aaengay Aur Chalay Jaengay LaykinAaenay Main Nazar Aanay Wala Shakhs Hamesha Aap Kay Sath Rahay Ga Lihaza Khud Ko Janain Khud Ko Pehchanain Aur Khud Ki Qadar Karain.آئنے میں نظر آنے والا شخص ہمیشہ آپ کے ساتھ رہے گا لہذا خود کو جانیں خود کو پہچانیں اور خود کی قدر کریںAur Ye Bhe Tasleem Karlo Kay Yahan Tm Hamesha Nahin Rahogay..!Jin Kay Pas Dainay Kay Liay Muhabbat Kay Siwa Kuch Nahin Hota Un Ko Jeenay Kay Liay Dard Kay Siwa Kuch Nahin Milta.جن کے پاس دینے کے لیے محبّت کے سوا کچھ نہیں ہوتا ان کو جینے کے لیے درد کے سوا کچھ نہیں ملتاZindagi Sadiyoun Saalon Mahinon Ya Dinon Main Nahin BadaltiZindagi Usi Lamhay Badal Jati Hai Jis Main Aap Zindagi Badalnay Ka Faisla Kartay Hain.زندگی اسی لمحے بدل جاتی ہے جس میں آپ زندگی بدلنے کا فیصلہ کرتے ہیںCheen Kar Khanay Walon Ka Kabhe Pait Nahin Bharta Aur Baant Kar Khanay Walay Kabhe Bhokay Nahin Rehtay.چھین کر کھانے والوں کا کبھی پیٹ نہیں بھرتا اور بانٹ کر کھانے والے کبھی بھوکے نہیں رہتےHam Itna Zoor Apnay Aap Ko Durost Karnay Main Nahin LagatayJitna Zoor Dosron Ko Apnay Se Ziada Galat Sabit Karnay Main Lagatay Hain.جتنا زور دوسروں کو اپنے سے زیادہ گلت ثابت کرنے میں لگا تے ہیںPaidaishi Tor Par Insaan Na To Farishta Hai Aur Na He ShaitaanLaykin Apnay Aamaal Ki Badolat Farishtay Se Behtar Bhe Ho Skta Hai Aur Shetaan Se Badtar Bhe.پیدائشی طور پر انسان نہ تو فرشتہ ہے اور نہ ہی شیطانلیکن اپنے اعمال کی بدولت فرشتے سے بہتر بھی ہو سکتا ہے اور شیطان سے بدتر بھیZindagi Aik Bar Milti Hain SaraSar Galat Tasuvar HaiZindagi To Har Roz Milti Hai Darasal Moot Sirf Aik Bar Milti Hai.زندگی تو ہر روز ملتی ہے دراصل موت صرف ایک بار ملتی ہےAur Apnay Dost Ki Gusay Main Kahi Howi Baat Kabhe Dil Par Na Lainaلمبی دوستی کے لیے دو باتوں پر عمل کرنا ایک اپنے دوست سے گصے میں بات مت کرنااور اپنے دوست کی گصے میں کہی ہوئی بات کبھی دل پر نہ لیناجس کو جتنا قریب سے جانو گے اس سے اتنا ہی دور ہوتے چلے جاؤگےDosron Ki Zindagi Main Aag Laganay Se Behtar Hai Apni Zindagi Par Tawaja Dainدوسروں کی زندگی میں آگ لگانے سے بہتر ہے اپنی زندگی پر توجہ دیںMagar Phr Bhe Kaha Jata Hai Kay Zamana Bara Ustaad HaiRishton Ki Rasi Tab Kamzoor Hoti Hai Jab Insaan Galat Fehmi Main Paida HonayWalay Sawalon Kay Jawab Bhe Khud He Bana Laita Hai.رشتوں کی رسی تب کمزور ہوتی ہے جب انسان غلط فہمی میں پیدا ہونے والے سوالوں کے جواب بھی خود ہی بنا لیتا ہےRishtay Zarorat Kay Hon To Kabhe Saath Nahin DaitayJab Zindagi Qabil Bharosa Nahin To Zindagi Main Aanay Walay Log Kese Bharosay Kay Qabil Ho Saktay HainJab Zindagi Saath Chor Sakti Hai To Log Sath Kyoun Nahin Chor Saktayجب زندگی قابل بھروسہ نہیں تو زندگی میں آنے والے لوگ کیسے بھروسے کے قابل ہو سکتے ہیںجب زندگی ساتھ چھوڑ سکتی ہے تو لوگ ساتھ کیوں نہیں چھوڑ سکتےApnay Maa Baap Se Oonchi Awaz Main Bat Mat Kia Karo Jis Din Wo Khasmosh HogaeyUs Din Tum Unki Aawaz Sun’nay Ko Tarso Gay Allah Sab Ki Aulad Par Unkay Maa Baap Ka Saya Salamat Rakhay Ameen…!اپنے ماں باپ سے اونچی آواز میں بات مت کیا کرو جس دن وہ خاموش ہوگئےاس دن تم انکی آواز سننے کو ترسو گے الله سب کی اولاد پر انکے ماں باپ کا سایہ سلامت رکھے آمینLog Beti Se Kehtay Hain Kay Ghar Ki Izat Kharab Mat KarnaBete Se Kyoun Nahin Kehtay Kisi Kay Ghar Ki Izat Barbad Mat Karnaبیٹے سے کیوں نہیں کہتے کسی کے گھر کی عزت برباد مت کرناBad Gumani Bohot Buri Chez Hai Ye Insaan Ki Wo Bhe Tasuwar Karwa Daiti Hai Jo Siray Se Ho He NaRishton Ki Hifazat Muhabbat Aur Khaloos Se He Ki Jati Hai Na Kay Behes Baazi Seبد گمانی بہت بری چیز ہے یہ انسان کو وہ بھی تصور کروا دیتی ہے جو سرے سے ہو ہی نہرشتوں کی حفاظت محبّت اور خلوس سے ہی کی جاتی ہے نہ کہ بحس بازی سےHawa Ki Beti Khud Tamasha Na Banay To Majaal Hai Kay Aadam Ka Beta Us Se Khailayہوا کی بیٹی خود تماشا نہ بنے تو مجال ہے کے آدم کا بیٹا اس سے کھیلےZarori Nahin Kay Jo Shakhs Apko Nasihat Kar Raha Hai Wo Apni Zaat Main Bilkul Mukammal HaiWo To Aap Ko Bas Itna Kuch Dainay Ki Koshish Kar Raha Hai Jis Se Aap Mukammal Hojain..!ضروری نہیں کے جو شخص آپکو نصیحت کر رہا ہے وہ اپنی ذات میں بلکل مکمّل ہےوہ تو آپ کو بس اتنا کچھ دینے کی کوشش کر رہا ہے جس سے آپ مکمّل ہوجائیںBeshak Jis Din Tumhain Ye Pata Chal Jaey Kay Jo Kaam Tumhari Marzi Se Nahin HotayWo Tmharay Liay Kitnay Behtar Hotay Hain Us Din Tumhari Be Sukooni Khatam Hojaey Giبیشک جس دن تمہیں یہ پتا لگ جاۓ کہ جو کام تمہاری مرضی سے نہیں ہوتےوہ تمھارے لیے کتنے بہتر ہوتے ہیں اس دن تمہاری بے سکونی ختم ہوجاۓ گیParinday Apnay Paon Aur Insaan Apni Zubaan Ki Waja Se Jaal Main Phanstay HainGuftago Main Narmi Ikhtiyaar Karo Kyoun Kay Lehjon Ka Asar Alfaaz Se Ziada Hota Haiپرندے اپنے پاؤں اور انسان اپنی زبان کی وجہ سے جال میں پھنستے ہیںگفتگو میں نرمی اختیار کرو کیوں کہ لہجوں کا اثر الفاظ سے زیادہ ہوتا ہےMaa Baap Ki Jitni Zarorat Hamain Bachpan Main Hoti HaiUtni He Zarorat Un Ko Burhapay Main Hamari Hoti HaiKisi Ne Poocha Kon Apna Hai Aur Kon Nahin Jawab AayaAgar Waqt Apna Hai To Sab Apna Hai Warna Koi Nahin..!Kay Khud Ko Muhabbat Kay Sunhairay Khawab Se Bedaar Karnay Ka Yahi Munasib Waqt Haiجب بے پناہ محبّت کے دعوے دار کی آپکی تکالیف پہ آہ تک نہ تکلے تو جان لیجئےکے خود کو محبّت کے سنہیرے خواب سے بیدار کرنے کا یہی مناسب وقت ہےApnay Gamon Aur Pareshaniyoun Ko Seenay Main Dafan KardoAgar Unhain Chehray Pe Sajao Gay To Kamzoor HojaogayMuaziz Ban’na Chahtay Hoto Dosron Ki Izzat Karo Kyoun Kay Ye Kaam Muaziz Insaan He Karta Haiمعزز بننا چاہتے ہوتو دوسروں کی عزت کرو کیونکہ یہ کام معزز انسان ہی کرتا ہےKisi Rishtay Ko Kitni He Muhabbat Se Bandha Gaya HoAgar Izat Aur Lehaaz Chala Jaey To Muhabbat Bhe Chali Jati HaiApni Zuban Ko Kisi Aaibon Se Aaloda Na Karo Kyoun KayAaib Tumharay Bhe Hain Aur Zubanain Dosray Logon Ki Bhe Hainعیب تمھارے بھی ہیں اور زبانیں دوسرے لوگوں کی بھی ہیںAgar Kisi Shakhs Ko Khud Main Aaib Nazar Na Aaey To Samajh LainKay Uski Jahalat Apni Intaha Se Bhe Aagay Nikal Chuki HaiAgar Kabhe Kisi Chez Ka Garor Aanay Lagay To Aik Chakar Qabristan Ka Lagaya KaroWahan Aap Se Bhe Behtar Insaan Mati Kay Nechay Dafan Hainاگر کبھی کسی چیز کا غرور آنے لگے تو ایک چکر قبرستان کا لگایا کروAgar Ham Se Galti Hojaey To Iblees Ki Tarah Dalair Nahin Hona ChaheyayBalkay Maafi Mang Laini Chaheyay Kyoun Kay Ham Ibnay Aadam Hain Ibnay Iblees Nahin.اگر ہم سے گلتی ہوجاۓ تو ابلیس کی طرح دلیر نہیں ہونا چاہیےبلکہ معافی مانگ لینی چاہیے کیونکہ ہم ابن آدم ہیں ابن ابلیس نہیںWaqt Ne Aik He Bat Sikhae Hai Har Taluk , Rishta , Naata Tab Tak Zinda HainJab Tak Aap Dosray Kay Miyaar Aur Tawqaat Par Poora Utartay Rahainوقت نے ایک بات سکھائی ہے ہر تعلق رشتہ ناتا تب تک زندہ ہیںجب تک آپ دوسرے کے معیار اور توقعات پر پورا اترتے راہیںApkay Alfaaz Aap Ki Tarbiyat Khandan Aur Apkay Mizaaj Ka Pata Daitay Hain Bay Lagam Alfaaz Bay Lagam Janwar Ki Manind Hotay Hain.آپکے الفاظ آپ کی تربیت خاندان اور آپکے مزاج کا پتا دیتے ہیں بے لگام الفاظ بے لگام جانور کی مانند ہوتے ہیںWo Jo Tumhain Bahar Se Sakht Aur Bad Mizaaj Nazar Aatay HainAgar Unkay Andar Jhaank Lo Na To Tumhain Un Par Tars Aa Jaeygaاگر انکے اندر جھانک لو نہ تو تمہیں ان پر ترس آ جاےگاDhoka Khanay Walon Ko To Waqt Kay Sath Saht Sukoon Mil Jata HaiLaykin Dhoka Dainay Walay Ko Kabhe Sukoon Nahin MiltaMaa Kay Liay Sab Ko Chor Daina Laykin Sab Kay Liay Maa Ko Mat ChornaKyoun Kay Jab Maa Roti Hai To Farishton Ko Bhe Rona Aa Jata Haiماں کے لیے سب کو چھوڑ دینا سب کے لیے ماں کو مت چھوڑناکیوں کے جب ماں روتی ہے تو فرشتوں کو بھی رونا آ جاتا ہےBura Waqt Hamesha Guzar Jata Hai Cheezain Theek Hojati HainBadalti Howi Chezain Achi Hoti Hain Magar Yaqeen KejiyayMuhabbat Kisi Kay Liay Apni Jaan Qurban Karna Nahin Hai Kyoun Kay Ye Jaan To Allah Ki Amanat HaiMuhabbat To Kisi Raza Aur Khushi Kay Liay Apni Raza Aur Khushi ko Qurbaan Karnay Ka Naam Hai.محبّت کسی کے لیے اپنی جان قربان کرنا نہیں ہے کیونکہ یہ جان تو الله کی امانت ہےمحبّت تو کسی رضا اور خوشی کے لیے اپنی رضا اور خوشی کو قربان کرنے کا نام ہےAap Apni Zindagi Se Bhalay Khush N Hon Par Kuch Log Aaisay Bhe Hainآپ اپنی زندگی سے بھلے خوش نہ ہوں پر کچھ لوگ ایسے بھی ہیںJis Tarah Shabnam Kay Qatray Murjhaey Howay Pholon Ko Taazgi Bakshtay HainIsi Tarah Allah Ka Zikar Mayous Dilon Ko Roshni Bakshta Haiجس طرح شبنم کے قطرے مرجھاۓ ہوۓ پھولوں کو تازگی بخشتے ہیںSaamnay Walay Ki Taraf Se Agar Bht Dair Koi Rabta Na Hoto Dastak Day Kar Pooch LijiyayAgar Wo Zinda Hain To Yaqinan Aap Wahan Mar Chukay Hainسامنے والے کی طرف سے اگر بہت دیر کوئی رابطہ نہ ہوتو دستک دے کر پوچھ لیجیےJo Na Btaey Ja Saktay Hain Na Koi Samajh Skta Hai Bas Chup Chaap Paalay Jatay Hainجو نہ بتاۓ جا سکتے ہیں نہ کوئی سمجھ سکتا ہے بس چپ چاپ پالے جاتے ہیںWarna Qadar Karnay Walon Ko Hamesha Bay Qadray Loog He Milay Hainبہت کم ایسا ہوا ہے کے قدر کرنے والوں کو قدر کرنے والے ہی ملے ہوںورنہ قدر کرنے والوں کو ہمیشہ بے قدرے لوگ ہی ملے ہیںKhud Bolo To Meetha Lagta Hai Aur Koi Dosra Bolay To Karwaخود بولو تو میٹھا لگتا ہے اور کوئی دوسرا بولے تو کڑواPeeth Pechay Aap Ki Baat Chalay To Ghabrana Mat Kyoun kay Baat Unhin Ki Hoti Hai Jin Main Koi Baat Hoti Hai.پیٹھ پیچھے آپ کی بات چلے تو گھبرانا مت کیونکہ بات انہیں کی ہوتی ہے جن میں کوئی بات ہوتی ہےKuch Loog Jab Rotay Hain To Is Liay Nahin Kay Wo Kamzoor Hotay HainBalkay Is Liay Kay Mazboot Rehtay Rehtay Thak Jatay Hainکچھ لوگ جب روتے ہیں تو اس لیے نہیں کے وہ کمزور ہوتے ہیںJo Acha Hoga Wo Khushi Daiga Aur Jo Bura Hoga Wo Sabaq Daigaجو اچھا ہوگا وہ خوشی دیگا اور جو برا ہوگا وہ سبق دیگاHaqiqat Main Wo Apnay Kirdaar Ki Buraiyaan Doosron Main Talash Karta Hai.حقیقت میں وہ اپنے کردار کی برائیاں دوسروں میں تلاش کرتا ہے

Boots Of Elvenkind, Real Tanzanite Jewelry, Vecino Fifa 20 Potential, Used Saxophone Mouthpieces, The Law Is The Law, Spascriptions Black Mask Reviews, Binnu Dhillon Wikipedia, Bodies Movie Wiki, Flights To Adelaide Skyscanner, American Wire Lofts, How Do Placozoans Eat?, Old Newspapers Online, Kevin Vogt Fifa 20, Forebet Football Scotland, America East Women's Basketball All Conference, Jean De Florette Book In English, 2018 Big Ten Baseball Tournament, Mish Boyko Family, Skyrim Se Memory Limit, Astellas Cell Therapy, He Is Unstoppable Meaning, Ventus In English, Wes Studi Home, Lucky Dube Mother, Saltbox San Carlos, Iowa Gymnastics Roster, Munawwar Rana Shayari On Dosti, Sooper Se Ooper, Working At Valve Glassdoor, Winter's Bone Sparknotes, Dolan's Cadillac Summary, Singapore Property District Ranking, Cocoa Tea Drink, Shikwa In Urdu With Translation, Buff-breasted Sandpiper Habitat, Monterrey To Mexico City, Swalla Clean Lyrics, Bolete Mushroom Psychedelic, Saratoga Travers 2020 Date, 70s Club Hollywood, The J Geils Band - Bloodshot, Super Mario World Ending Theme Meme, Crusaders Vs Ballymena, Naomi Ryan The Bill, Churchville Power Outage, Tadhana Full Episode 2018,